New York, USA
November 13, 1997
LOVE!
SHEERIN KI MAANAND DIL HAMAARA PYAAR SE LABREZ
ATTA KAREY KHUDA HAMEIN YEH PYAAR KA KHAZAANA!
JEETA NA KOEE AAJ TAK KHANJAR BAAROOD SEY
WOH DIL JO MEHAZ PYAAR SE HI FATEH HOTA!
NAFRAT HAI TAARI AAJ MEHAZ PYAAR KI KAMI SE
ALLAH KAREY SAB KO FAQAT IK PYAAR KA KHZANA!
GAR PYAAR KA DARYA HO RAVAAN SAB KE DILON MEIN
KITNI HASEEN MAANAND-E-JANNAT HO YEH DUNIA!
AI "DARD" AGAR DARD-E-INSAAN KA EHSAAS HO
JANNAT TO KYA KHUDA BHI HOGA BAS MEIN TUMHAAREY!
UMAR-E-DARAAZ SAB KI HO HAI DIL SEY YEH DUAA
BAS AUR KYA DOON HAI YAHI NAZRAANA "DARD" KA!
SUDERSHAN JATANA "dard"
P+YAAR ( URDU WORD 'PE'+' YAAR') = PYAAR (LOVE)
PE SE PARVARDGAAR YAAR SE YAARAB
KITNI AZEEM HASTI HAI IS PYAAR MEN PINHA!
HAIN KITNE BADNASEEB WOH JO PYAAR SE MEROOM
MATLAB KI WO MUNKIR HI HAIN KHUDAA KI ZAAT SE!
SUDERSHAN JATANA"dard"
GLOSSARY
WORD
|
MEANING
|
WORD
|
MEANING
|
SHEERINCHASHNIMANANDTARAH /PRAKAR
LABREZCHIPTA HUAATTA KIYAPRADAAN KIYA
BHARA HUA
MEHEZKEWALFATEHVIJAY PAANA
TAARIJAARIKAMINABHAAV
HAWWASANNANT LAALSADAURBHAAG (RACE)
FARDMANUSHYAMASROOFVYAST
RAVAANBEH RAHA HOHASEENSUNDER
MAANAND-E-
JANNATSWARG KI PRAKAAR DUNIASANSAAR
DARD-E-INSAANMANUSHYA KA DARD BUSVASH
UMAR-E-DARAAZ LAMBI AAYUNAZRAANABHENT
PURDU WORD 'PE'YAARMITR, DOST
PARVARDGAARPARMAATMAYAARAB PARMAATMA
AZEEMOONCHIHASTI SHAKTI
PINHACHHUPI HUIMUNKIRNA MAANANA
KHUDAPARMAATMAZAATASTITVA
(EXISTENCE)
SUDERSHAN "dard "